India me aam aadmi ka pehchan ban chuka hai bhartiye nagrikon ke liye ye ek card hi nahi balki sabse bara aadhaar hai voter ID ke sath sath aaj kal aadhaar card ko bhi har jagah jarurat hota hai log train se lekar bank post office tak passport banane ke liye aur sarkari scheme ka bhi labh uthane ke liye aadhaar card ka istemal hota hai wese to adhar card apply karne ke 90 din ke bad generate Hota hai whatsapp chat ko kese lock kare
Is number pe call karke jane apna aadhaar statment minto me mil jayegi puri jankari
Lekin aap apne aadhaar card ka statment kai tariko se check kar sakte hai jisme se ek tarika call bhi hai ji han aiye jante hai ki kish number par call karke apna aadhaar statment pata kar sakte hai
Dosto aaj ham janenge ki sirf call karke apna aadhaar card ka statment kese jan sakte hai Chaliye jan lete hai ki kin number par call karke aap apna aadhaar card ka statment jan sakte hai ye bhi padhe google map kese use kare
To sabse pehle ham ye jan lete hai ki ham kiyo apna aadhaar card ka statment check kare kiyo dekhe uski jarurat hame kab parega to mai apko ye bata du ki aise to iski jarurat tab apko parta hai jab aap kisi bhi tarah ke changes aadhaar me aap karwate ho jese ki name update ya koi aur update matlab kisi bhi tarah ke changes karte hai wese to agar aap aadhaar me koi changes karwate hai to usko update hone me 90 day yani pure teen mahina lagte hai uske bad bhi aap chahe to pehle check kar sakte hai
Offline statement kese check kare
Agar aap offline aadhaar statment check karna chahte hai to apko aadhaar enrollment center jana hoga Yah koi jaruri nahi ki jaha apne apply kiya hai wahi usi centre me jana hoga aap kisi bhi aadhaar center me ja sakte hai lekin hai jab aap center me jaye to apna enrollment slip aur URN number lekar jaye | statment check karne par apse kuchh fish bhi le sakte hai
Is number par call karke bhi check kar sakte hai
Dusra tarike se aap aadhaar helpline number 1947 me phone karke apna URN number dekar statement jan sakte hai iske alawa aap P .O box 1947 G P O banglore 560001 is pate par later likhkar bhi statement pata kar sakte hai iske alawa aap FAX ke madhyam se bhi statement jan sakte hai FAX number -080-2353-1947. Aur aakhir me ap email karke bhi statement jan sakte hai. Email id - help@uidai.gov.in | ye bhi padhe megapixel kiya hota hai
Aap online aise check kar sakte hai apna aadhaar statement
Iske liye apko kuchh step follow karne honge aiye jante hai kon se wah steps
>>>Sabse pehle www.uidai.gov.in par jaye
>>>Website par apko ( my Aadhaar card )ka option dikhai dega uske niche ( check aadhaar status par click kare
>>>Iske bad apko apni enrollment id bharni hogi >>> yaha captcha code dalo aur check status par click kare
0 Comments