aadhar card kaise download kare 2019
Hello aadhar card jese ki apko pata hi hoga ki aadhaar card ham bharat washi ka bahut bara pehchan keh sakte hai uski awashyakta ki bat kare to wo hame har jagah chahiye chahe bank ho ya train post office ho ya school har jagah iski mang hoti hai ye bhi pdhe | youtube earning youtube me kese dekhe
To aise me agar aap ke pas Aadhaar card nahi hai aur aap pehle bana chuke hai to aaj aap download karna bhi sikh jayenge
kaise Aadhaar card download kare 2019
han dosto aaj ham isee ke bare me bat karne bale hai ki aap apna Aadhaar card ko online ghar bethe kese download kar sakte hai kafi logo ko ye problem ata hai ki wo apna aadhaar card download nahi kar pata hai
Aur agar download ho bhi jata hai to use open nahi kar pata hai to me apko ye bata du ki aadhaar card download karne ka pura process agar apko janna hai to apko ye posto pura padhna hoga me dawe ke sath keh sakta hu ki ye post pura rid karne ke bad aap bahut hi asani se apna aadhar card download kar payenge QR Code kese banaye
download your aadhaar card in 2 minutes
Agar ek bar aap samajh jaye is process ke bare me to aap adhar card ko 2 minutes me download kar sakte hai to chaliye aage badhte hai ek aur bat jo apko pata hi hoga ki agar apko online aadhaar card download karna hai to apka mobile number apke aadhaar se link hona chahiye tabhi aap aage badh payenge to me ummid karta hu ki apka mobile number apke aadhaar card se link hoga
Aadhaar card kaise download kare 2019
To dosto adhar card download me kuchh changes aya hai to aap age dekh lenge to sabse pehle apko is link par click karke https://eaadhaar.uidai.gov.in/#/ uidai ke website par chala jana hai waha apko kuchh is tarah ka interface dikhai dega
Aise to aap adhar teen tarike se download kar sakte hai (1) adhar number (2) Enrolment ID (EID ) (3) virtual ID (VID) in tino me se aap kisi se bhi download kar sakte hai lekin me apko adhar number se download karne ko bataunga to apko farst wale par hi click karna hai adhar number per uske bad niche apna 12 digit adhar card number dalle uske bad niche( I want a masked Aadhaar)
To apko uspe tik laga dena hai phir uske bad captcha code dalna hai yad rahe ki captcha capital me ho to apko capital me hi dalna hai
Uske bad apko sent otp par click karna hai uske bad apke samne ek aur page open hoga jaha apko wo otp dalna hai jo abhi aya hai otp usi number pe jayega jo aadhaar se link hai to uske otp bharne ke bad apko waha kuch survey ko complete karna hai us survey me apse kuchh sawal diye hoga jisko rid karne ke bad aap kisi ek par tik kar sakte hai wo sab hone ke bad apko
Verify and download. Par click kar dena hai tik tok ban in india
Uske bad apka adhar download hoke open hone ke position pe hai bas apko waha ek code dalna hai wo code apka name ka pehle ke 4 word honge aur apke date warth ke sal jese ki 1990 -1999 to apka total password kuchh is tarah se hoga jese ki apka name raju hai to (RAJU1990) yad rahe ki apna name ka ji 4 digit dalenge wo capital me hona chahiye aur ye sab karne ke bad apko ok par click kar dena hai apka adhar apke samne aa jayega
To dosto kesa laga apko ye post me ummid karta hu ki apko pasand aya hoga agar hai to aap apne dosto ke sath share jarur kare taki usko bhi kuchh help mil sake
0 Comments