how to deactivate whatsapp account without phone and Sim



how to deactivate whatsapp account without phone and Sim


Hello dosto aaj ham bat karne bale hai how to deactivate whatsapp account | apne whatsapp account ko deactivate kese kare wo bhi bina apne mobile ke aur bina sim ke  jio plans
Dosto aisa kai bar hota hai ki hamara mobile kahi kho jata hai ya chori ho jata hai aur us mobile me lock nahi hota matlab mobile unlock hota hai to us paristithi me ham kiya kare na to hamare pass hamara phone hai aur nahi wo sim jisse hamara whatsapp account hai  lekin aap nahi chahte ki apka whatsapp misuse ho yani koi aur chalaye  to us situation me aapko chinta karne ki koi bat nahi  gmail account hindi


Whatsapp account delete without phone


Kiyoki aaj me apko usi ka upay bataunga ye aap bahut asani se kar sakte hai apna whatsapp ko deactivate to mere hisab se apko sabse pehle apna operator ko call kijiye matlab apka sin jis compny ka hai use call karke apna sim ko band karwaye kiyoki usse wo kisi ko call ya massege na kar sake aur uske bad apko ek step ko follow karna hai how to find swift code of sbi


Agar aap chahte hai ki apna whatsapp ko deactivate karana to apko ek mobile ya laptop ka  jarurat hoga ye kam aap kisi aur mobile se bhi kar sakte hai apne dost ke ya kisi aur ke phone se to apko karna kiya hai apko bas ek gmail bhejna hai aage padhe

To sabse pehle apko gmail me jana hoga jaha se gmail bheja jata hai waha jaye
From me apko apna gmail dalna hai jisse aap massege karna chahte hai aur to me jaha apko massege bhejana hai uska gmail id  aur subject me apko jo niche diye hai jo likha hai apko wahi likhna hai ye bhi padhe whatsapp chat ko lock kese kare


Uske bad compose email me bhi apko same likhna hai aur uske aage country code ke sath apna number dale jis number se apka whatsapp account hai jisko apko deactivate karana hai apko sab kuchh is tarah se dalna hai sample letter to bank manager for wrong money transfer to another account



From >>your gmail id 122334@gmail.com

To >>> support@whatsapp.com

Subject >> Lost/stolen :please deactivate my account

Compose email>>>Lost/stolen :please deactivate my account +91××××××××××

Uske bad apko email ko send kar dena hai aur phir kiya apka whatsapp account deactivate ho jayega lekin apko ek bat ka dhyan rakhna hai ki apka whatsapp account sirf deactivate hi hoga delete nahi kiyoki agar apko delete karna hai to apko 30 days wait karna hoga 30 day ke bad apka whatsapp account hamesha ke kiye delete ho jayega aage padhe tik tok ban in india


Agar aap in 30 dino ke andar apna sim le lete hai aur kisi dusra phone me chalate hai to agar aap chahe to whatsapp chala sakte hai ye wahi whatsapp hoga jo aap pehle use karte the bus apko play store se whatsapp download karna hai aur wahi number se register karna hai to apka wahi whatsapp rahega agar aap ye 3o din ke ander karte hai to nahi to apka whatsapp account hamesha ke liye delete ho jayega

Aur agar aap chahenge ki phir se whatsapp me jana to aap bahut hi asani se ja sakte hai lekin ek naya user ki tarah apka sata deta lose ho jayega  jisse aap 30 din ke bad recover bhi nahi kar payenge

0 Comments