Hello dosto aaj ham bat karne bale hai ki how to locate my nearest aadhar centre ham apna najdiki adhaar centar kese jan sakte hai jese ki dosto hame pata hai ki ab adhaar card se riletiv agar kuchh bhi hame koi bhi kam karana hai to hame adhaar center me jana hoga
Kiyoki apko to ye bat malum hi hoga ki pehle hame apne adhar card se riletiv kuchh karana hota to har cyber camp me ham kara sakte the lekin ab isa bilkul nahi hai agar ab hame kuchh adhaar card me badlaw karana hai to hame ab adhaar center me hi jana hoga tabhi wo sambhaw hai nahi to apka kam nahi hoga
how to locate my nearest aadhar centre
Dosto kafi logo ka kahna hai ki agar hame pata nahi hai ki hamara adhaar canter kaha hai to ham kiya kare kiya hamara kam nahi ho payega to dosto aisa bilkul nahi hoga apka kam 100% hoga agar apko pata nahi bhi hai ki apka adhaar canter kaha hai kiyoki is article ko pura padhne ke bad aap bahut hi asani se pata kar sakte hai ki apka najdiki adhaar centar kaha hai
To chaliye ab ham jan lete hai ki kese pata kare apna najdiki adhaar center uske liye apko sbse pehle ek browser open karna hai aap chrome ka istemal bhi kar sakte ho to usme apko tipe karna hai uidai.gov.in usko sarch karne ke bad aap adhaar card ke official site pe pahuch jayenge apko kuchh is tarah se dikhai dega
to apko sabse uper bale par click karna hai jaha likha hai locate an enrolment center uspe click karne ke bad apke samne phir ek page open hoga jaha apko tin option milega
state / postal (pin) code / sarch box
To apko state par click karna hai uspe click karne ke bad apke samne ek aur form ayega
to apko waha sab select karna hai jese
State / district /sub district / village city town /
To jo apka najadiki jagah hai wa select karne ke bad apko captcha code dalna hoga uske bad locate an center par click karna hai
uske bad apke najdiki jitne bhi adhar center hoga apko waha sab dikh jayega aur aap jo bhi kuchh karana chahte hai adhar center me wo aap jake kara sakte hai
To dosto me ummid karta hu ki ab aap sikh liye honge ki apna najdiki adhar center kese pata kare to dosto tab tak ke liye bas itna hi apko ye jankari kesa laga hame comment karke jarur batana


0 Comments