अपना यूट्यूब कि earning को यूट्यूब में कैसे देखे | apna youtube ki earning ki youtube me jese dekhe in hindi




अपना यूट्यूब कि earning को यूट्यूब में कैसे देखे |  apna youtube ki earning ki youtube me jese dekhe in hindi


Hello dosto aaj ham bat karne bale hai ki aap apne youtube ki earning ko aap youtube me kese dekhe | dosto aisa hota hai ki aap ya ham apna youtube ki earning ko dekhne ke liye aksar adsense ka istemaal karte hai
Aur aksar pehle sab aisa hi karta tha apna earning ko adsense me hi dekhta tha lekin ab youtube ke ek update ke bad kuchh usme change aya hai aap apne youtube ke earning ko aap youtube me hi dekh sakte hai to dosto ye update kafi achha hai kiyoki ab hame apna earning dekhne ke liye kahi nahi jana hoga to aur jo nye youtube hai unke liye to aur kafi achha hai dosto mujhe to ye bahut achha update laga lekin apko kese laga hame comment karke jrur bataiyega to dosto ab ham jan lete hai ki apna youtube ke earning ko youtube me kese dekhe

apna youtube ki earning ki youtube me jese dekhe 

To apko apne mobile me ek browser open karna hoga aap chrome ya google ka bhi istemaal kar sakte hai to apko apna youtube channel ko browser me open karana hoga uske bad apko desktop site ko tik karna hoga kiyoki desktop site me tik karne ke bad apka mobile ka screen kuchh laptop ki tarah apko dikhai dega

To uske bad apko apne channel ke logo pe click karna hai jo apko right site uper cone me mil jayega uspe click karte hi apke samne kafi sara option milega to apko us me se my channel par click karna hoga uspe click karte hi apke samne ek aur page khulega to apko waha do option milega ek to channel customize ka aur dusra beta studio

Ka option to apko beta studio par click karna hai
uspe click karne ke bad apke samne ek aur page khulega to apko usme Left site me sbse niche apko ek icon dikhai dega kuchh is tarah 
अपना यूट्यूब कि earning को यूट्यूब में कैसे देखे |  apna youtube ki earning ki youtube me jese dekhe in hindi


To apko us icon par click karna hai to uske bad 
phir aap puri tarah se apne youtube channel ke desbord pe pahuch jayenge phir apko waha ek analytics ka option milega  



अपना यूट्यूब कि earning को यूट्यूब में कैसे देखे |  apna youtube ki earning ki youtube me jese dekhe in hindi


to apko apna earning dekhne ke liye  uspe click karna hai phir aap waha se wo sab dekh sakte hai jo aap google adsense me dekhte hai



To thank you dosto mei ummid karta hu ki apko samajh me aa gaya hoga ki aap apne youtube ki earning ko youtube me kese dekh sakte hai 



Agar apke man me is post se riletiw koi bhi sawal ya sujhaw ho to aap hame comment karke jarur bataye

0 Comments