mobile se hindi typing kaise kare

mobile se hindi typing kaise kare

Hello dosto aaj ham bat karne bale hai mobile se hindi typing kaise kare han dosto esa kai bar hota hai ki ham apne mobile me kuchh karte samay 

Hame hindi me kuchh likhna hota hai lekin hamare pass hindi likhne bala keyboard uplabdh nahi hota uske vajah se hame kafi problem hota hai

Hindi tippni kese kare


To dosto aaj ke is post ko padhne ke bad apko wo sara sawal ka javab apko mil jayega aur apko ek behtareen hindi aur english likhne bala ek keyboard apko mil jayega to aap hamare sath bane rahe

Hindi tipping keyboard


To aaj ham  ek keyboard ke bare me bat karenge jisko aap niche link se download kar sakte hai



   Download hare.....



Download karane ke bad apko use open karna hai



mobile se hindi typing kaise kare


To apko enable in setting par click karna hai uske bad apke samne ek aur page khulega
mobile se hindi typing kaise kare

 Apko uspe tik kar dena hai uske bad apke samne kuchh is tarah se

mobile se hindi typing kaise kare



  • To apko google indic keyboard par tik kar dena hai aur configure input methods par click kar dena hai uske bad apka keyboard kam karne ke liye taiyar hai uske bad aap bahut hi asani ke sath ek hi keyboard se hindi aur english likh sakte hai


  • To dhanyawad dosto me ummid karta hu ki apko ye post pasand aya hoga apko kesa laga apke man me koi sawal ho to hame comment karke jrur bataye

    0 Comments