hello dosto aaj ham bat karne bala hu ki aap apne kisi bhi docoment ko apne gmail par kese store kar sakte hai | how to store data in gmail account dosto eski hame kiyo jrurat parta hai kiyoki ye sara deta hamare mobile me bhi to store hota hai
esa kai bar hota hai ki kabhi kisi karan bas hamara mobile damige ho jata hai ya hamara mobile kahu gum ho jata hai ya kabhi kabhi ham apne mobile ka luck ko bhul jate hai jiske wajah se hamara sara deta losh ho jata hai aur uske bad hame kafi problem hota hai karan chahe jo bhi ho to usi ke wajah se hamara deta losh ho jata hai fir uske bad ham chahe kuchh bhi kar le lekin hamara deta wapas aane ka bahut kam chanse hota hai
lekin augr aap wo sare deta jo apko lagta ho ki usko losh hone se apko problem ho sakta hai wo sara deta ko aap gmail me store kar sakte hai augar aap ek bar apna deta gmail me store kar liya to apko use khone ka koi dar nahi jabtak apka gmail account rahega aur apka gmail account tab tak rahega jab tak aap uska user id aur password nahi bhul jate aur me ummid karunga ki aap use kabhi na bhule to chaliye jan lete hai ki how to store data in gmail account
how to store data in gmail account
gmail sign in
matlab aap apne docoment ko kon sa gmail me rakhna chahte hai usi gmail me apko sign in hona hoga augar aap gmail me sign in ho to apke samne kuchh is tarah ke interfesh apko dikhai dega
to apko usme niche penshil ka icone dikhai deta hoga to apko uspe click karna hai uspe click karne ke bad apke samne ek aur page khulega
how to upload documents in gmail account
to apko agar koi bhi file ya image ko uplode karna hai to uper jaha apko auro par tik laga hai apko uspe click karna hoga uspe click karne ke bad apko apne file se jo bhi docoment aap jaha rakhe hai waha se use silect kare silect kare silect karne ke bad
apko jish gmail par apna docoment ko rakhna chahte hai usi gmail ko to me dale apko uper dekhai deta hoga from aur niche to to from me chahe jo bhi gmail ho lekin to me apko wahi gmail dalna hoga jisme apko apna deta rakhna ho aur uske bad apko uper tir ka icon dekhai deta hoga jo ki send ka option hai apko uspe click kar dena hai uske bad bas apka docoment apke gmail me aa gya usi tarah aap aur bhi docoment ko uplode kar sakte hai
to dhanybad dosto me ummid karta hu ki apko ye post pasand aya hoga augar apko ye pasand aya ho to aap hame comment karke jarur bataye mujhe apka comment ka intjar rahega
0 Comments