gmail new account hindi | gmail account kese banaye

hello dosto aaj ham bat karne bale hai ki (gmail new account hindi)gamil account ek aisa
 hamara account hai.jiske jariye ham kisi ke kafi kuchh share kar sakte hai. jese kisi ko 
koi message bhejna ho ya kisi ke sath koi image share karna ho aur bhi bahut kuchh ham bas ek gmail account ke jariye kar sakte hai

gmail new account hindi 


 uske liye hamare pass ek gmail account hona bahut jaruri hai. kai bar aisa bhi hota hai ki jab aap koi government form bharte hai kisi job ke liye to form bharte samay bhi apko ek gmail account chahiye taki uska jo bhi result ho uska message gmail ke jariye apko mil sake. aur bhi aap aage padhenge ki gmail account hame kis kis jagah chahiye




sabse pehle ham ye jan lete hai ki  hame gmail new account hindi me iski hame jarurat hi kiyo hai.ham ise kiyo banaye to dosto me apko ye bata du ki. sabse pesle ham jab ek naya mobile phone lene jate hai to use open karne ke liye bhi apko ek gmail account hi chahiye. gmail new account hindi

 hindi me aaj ke jamane me hamare pass kai sara device hote hai jese mobile,laptop,ya computer eske alawa aur bhi kai sare device hamare pass hai.blogger se blog delete kese kare

gmail account kese banaye


jisko istemal karne ke liye hamare pass ek gmail account hona bahut hi jaruri hai.
 google pay app kiya hai agar ham gmail account ki bat kare to aaj ke samay me jitna
valuable hamre pass kisi document ka hota hai usse bhi jayda velue gmail account ka hai.
 kiyoki agar apke pass document na ho to kitna problem hota usse jayda problem hame tab hota hai 


jab hamare pass ek gmail account nahi hota hai .kiyoki document ke bina to ham kuchh  samay reh sakte hai lekin agar gmail account na ho to hamare pass koi bhi device kiyo na ho gmail account ke bina kuchh bhi nahi hai aur wo aap bhi jantae hai



ab ham aur bhi kuchh aisi chize ke bare me janenge jisko use karne ke liye hamare pass ek gmail account hona bahut jaruri hai.jese ki agar apko apne mobile me koi app agar install karna hai to uske 



liye apko google ka play store me jana hoga. to play stor me bhi jane ke liye hamare pass gmail account hona jaruri hai. esi tarah agar apko agar google ya uska koi aur brawser jise agar aap istemal karna chahte hai to uske liye bhi hamare pass gmail account chahiye sath hi agar apko entertain bhi karna hai

 to uske liye youtube ko open karne ke liye bhi hamko gmail account hi chahiye. nahi to ham youtube bhi nahi istemal kar sakte hai. aadhar card download sath hi agar apko koi website ko access karna hai to bhi apke pass ek gmail account hona bahur jaruri hai.


 sath hi ko bhi social media site jese facebook,twitter,iske sath koi bhi social site ho. wo bina gmail ke open nahi hoga. lekin agar apke pass ek gmail account hai to aap sabhi site ko visit kar sakte hai. google ka play stor ho ya koi bhi site aap har jagah se koi application ya kuchh bhi bahut asani ke sath use downlod kar sakte hai. aur sabse bari bat ki agar apke pass aadhar card hai how to apply adsense pin

 to aap apna gmail account ko uske sath link bhi kara sakte hai uske bad aap kafi kuchh kar sakte hai.to apko ye samajh me aa gaya hoga ki gmail account ka kitna velue hai.aur us istithi me hamare pass ek gmail kitna jaruri hai 

gmail new account hindi me


to ab ham ye jan lete hai ki ek gmail account banane ke liye hame kiya kiya chiz chahiye.
 to agar apko ek gmail account banana hai to aap gmail account mobile ya laptop ya computer inme se kisi ko bhi istemal me le sakte hai. to chaliye apko ek browser open karna hoga to aap google ka bhi istemal kar sakte hai to apko waha tipe karna hai gmail.com uske bad apko gmail ke fast link pe click karna hai. nahi to aap niche link pe click karke bhi waha ja sakte hai.

 CLICK HERE  uske bad apko agar apke pass pehle se koi gmail account hoga to apke samne kuch is tarah ka interface ayega


gmail new account hindi


to apko right site me apka gmail ka logo dikhai dega to apko uspe click karna hai
 jese hi aap uspe click karenge to apke samne ek aur page ayega kuchh is tarah

gmail new account hindi


to yaha pe right site me apka sara gmail ek bar apko phir dekhne ko milega to aap sabse niche add another account
 ka option milega to apko uspe click karna hai to jese hi aap uspe click karenge 
to kuchh is tarah ka interface apko dekhne ko milega 


gmail new account hindi



to yaha apko niche ek option milega jo ki Create account to apko uspe 
click karna hai jise hi aap uspe click karte hai to apko 2 option milega
(1) for myself   (2) To manage my business 
to apko kon sa account banana hai use silect kare to me apko for myself 
ke jariye batane bala hu to jese hi aap for myself ki silect karte hai to apke samne ek page open hoga 

gmail new account hindi



uske bad  apko ek user name create karna hai  to Username  dalna hai.
to aap ek username bana lijiye jo available ho uske bad apko ek strong
 password create karna hai. passwor aur  confirm password  dalne ke bad 
 apko next par click kar dena hai jese hi aap next par click karenge to 
apke samne ek aur form ayega kuch is tarah

gmail new account hindi


to yaha apko apna mobile nimber dalna hai. uske bad apko yaha ek recovery email dalna hai agar apke pass hai to thik hai kiyoki kabhi aap uska password bhul jate hai to recovery me jo email dalenge use dalke aap naya password bana sakte hai to agar apke pass koi gmail hai to dal dijiye nahi to aap wahi gmail dal sakte hai 


jo abhi create kiye hai  Recovery email dalne ke bad apko apna date of birth dalna hai date of birth dalne ke bad apko male select karna hai ki apka gender kiya hai male ya female to use select karne ke bad apko next par click karna hai next par click karte hi kuchh is tarah ka interface ayega 


gmail new account hindi



aur apne jo mobile number diye the uspe ak otp aya hoga to wo otp yaha apko dalna hai.
top dalne ke bad apko verify per click kar dena hai jese hi aap verify pe click karenge
 to apke samne kuchh is tarah ka icon show hoga 

gmail new account hindi



to yaha pe apko YES,i'm in pe click karna hai. jese hi aap uspe click karenge to ek aur page open hoga 

gmail new account hindi



to yaha pe apko down matlab page ko niche karna hai uske bad apke samne 
I agree ka option aa jayega to I agree par click kar dena hai, uske bad apke
 samne ek aur page open hoga to waha pe apko ok pe click karke jitna bhi icon
 dikhai dega sabhi pe tic kar dena hai jese hi aap sabhi pe click karenge to 
apka gmail new account hindi me 100% ban ke reddy ho jayega 

gmail new account hindi



ab aap wo sare kam kar sakte hai jo aap gmail account na hone ke karan nahi kar pate the 
to dosto me ummid karta hu ki apko ye post pasand aya hoga agar apko ye post achha lage to apke dosto ke sath share jarur kare

0 Comments