Hello dosto How to stop whatsapp auto download files features aaj ham aisi ke bare me bat karne bale hai ki aap kese is features ko stop kar sakte hai ye bhi padhe whatsapp chat ko kese Lock kare
Kiya aap bhi paresan hai whatsapp massege se kiya apka mobile storage bhi full ho jata hai in files ke wajah se aur ek bat kiya apka deta bhi jada use hota hai whatsapp files auto download ke wajah se | kai bar isa hota hai ki ham kafi sare whatsapp group ko join kar lete hai
Aur phir kiya uska massege ana start ho jata hai google map kese use kare
Kafi sara massege ke sath sath image aur kafi video bhi hota hai aur usme sone pe suhaga tab hota hai jab hamare whatsapp me auto download feature unable hota hai uske bad jese hi ham wo group ko open karte hai to wo sara files sara image sara video auto download hone lagta hai jisse hamara data bhi khatam jaldi hota hai aur hamare phone ke storage bhi bhar jata hai
How to stop whatsapp auto download files
To aaj ham aisi ke bare me bat karne bale hai ki aap whatsapp ke is feature ko kese stop kare jisse apka data aur apke phone ke storage dono ko bachake rakha ja sakte hai
To uske liye apko sabse pehle whatsapp application ko open karna hai uske bad apko uper right side me tin dot dikhai dega
Apko uspe click karna hai uspe click krne ke bad apko setting ka option ko select karna hai setting par click karne ke bad apke samne kuchh is tarah ka look dekhne ko milega
To waha apko kafi option milega lekin apko (data and storage usage) par click karna hai uske bad phir ek page open hoga kuchh is tarah niche dekhe
To apko waha ( media auto download ) ke niche do option dikhai dega
>>>>>>>>>>When using mobile data
>>>>>>>>>When connected on Wi-Fi
Agar aap when using mobile data par click karenge to apke samne kafi option ayega jese ki
wen connected on Wi-Fi isme bhi same hai ajar aap un sabhi ko tik kar dete hai to uske bad aap jab bhi kisi Wi-Fi se conect honge to jin jin ko tik kiye honge wo download hona start ho jayega aur wahi agar aap WiFi ko of karke mobile data on karte hai to bhi kuchh download nahi hota toa apko jish hishab se setting karna hai aap samajh gaye honge
0 Comments