youtube par apni video ke end me video link add kese kare



youtube par apni video ke end me video link add kese kare


hello dosto aaj ham bat karne bale hai ki youtube par apni video ke end me video link add kese kare han dosto eski hame kafi jaruart hota hai khas kar ke augar ham ek youtuber ha to kiyoki ham youtuber ko isse kafi faida haota hai hamara video ko rank karane me kiyoki jab bhi koi hamara video ko watch karta hai to usko and me yani last me hamare video pe kuchh video so karta hai wo use dikhai dega jo hamara video ko watch karta hai to augar wo chahe to us video ko bhi dekh sakta hai to is tarah se hamara video lo vairal  hone ka jayda chans hota hai to chaliye ham jan lete hai how to youtube monetization yellow doller sing

   youtube video ke end me video link add kese kare

to dosto ye parakriya ham mobile se apko bataunga aap ise laptop ya computer se bhi kar sakte hai prosess same hai to uske liye apko ek brouser ki jrurat hogi to aap chorme ka us kar sakte hai to apko sarch bar me tipe karna hai youtube uske bad sarch kijiye augar aap ye sab mobile se kar rahe ho to apko right side me three dot dikhai dega to apko uspe click karke desktop site par tick kar dena hai uspe tick karne se apka mobile ka screen kuchh desktop screen ki tarah ho jayega phir uske bad apko right site me apna channel ka logo apko dikhai dega to apko  Start your Android camera from the lock screen

uspe click karna hai uspe click karne ke bad apko my channel me jana hai my channel me jane ke bad apko  youtube studio (beta)  par click karna hai  uspe click karne ke bad apke samne ek page khulega to apko usme lift site me sabse niche ek icon dikhai dega jese ki koi running kar raha hai usi tarah ka icon apko dikhai dega


 to apko uspe click karna hai uske bad apke samne ek page aur khulega to apko  waha ek cancel aur skip do option milega to apko skip par click karna hai uspe click karne ke bad apko setting ka logo apko dikhai dega to apko phir se three dot par click karke desktop site par click karna hai uske bad aap apna youtube studio clasic bursion me aa jayenge free search engine submission


to apko jis video ke last me video lagana hai us video ko edit par click kare uspe click karne ke bad apke samne kafi sara option milega to apko video ke uper jaha likha hoga end screen & annotations 
to apko uspe click karna hai uspe click karne ke bad apko thora der wet karna hai uske bad apko video ke right site me ek icon dikhai dega jaha likha hoga  and eliment  to apko augar apne video ke and me koi video lagana hai to uspe click karna hoga uspe click karne ke bad apke samne kafi sara option milega jese ki aap video playlist laga sakte hai aur subscribe ka button laga sakte hai aap kisi channel ko parmote kar sakte hai  to apko augar video lagana hai to sabse uper bale jaha likha hai Video or Playlist   apko uske samne create par click karna hai uspe click karne ke bad apke samne ek aur page khulega  waha apko kafi tin  option milega to apko sabse niche jaha likha hai Choose a video or playlis to apko uske samne box par tick karna hai 
youtube par apni video ke end me video link add kese kare


uske bad apke samne apka sara video apko dikhai dega to aap jo video lagana chahte hai use silect kare aur create element par click karna hai uske bad apka video set ho gaya hoga aap usi tarah se 4 video tak laga sakte hai ye sab hone ke bad apko usi me site me save ka option milega to apko use save kar dena hai 5 best business ideas | aap ese kabhi bhi suru kar sakte hai

to thanks dosto me ummid karta hu ki ye post apke liye helpfull hoga augar apke man me koi sawal ho to aap hame comment kar ke puchh sakte hai  


0 Comments