how to setup a domain .online for blogger

how to setup a domain .online for blogger


hello dosto aaj ham bat karne bale hai  how to setup a domain .online for blogger .online domain ko blogger me kese setup kare domain registration karne ke bad hame use blogger se conect karna bahut hi jaruri hota hai nahi to wo domain registration domain hamare liye koi kam ka nahi kiyoki ham koi bhi domain registration karate hai taki ham use apne blog se use link kar sake taki hamara website hamara blog dekhne me profetional lage aur bhi etc to augar aap ne bhi koi .online ka domain buy kiye han aur use apne website se conect karna chahte hai to aap aaj is post ko padhne ke bad wo kar payenge
cheap domain

                   how to setup a domain for blogger

how to setup a domain domain setup karne ke liye apko sabse pehle waha jana hoga jaha se aap domain name liye hai jaha se aap domain registration kiye hai waha pe jane pe bad apko waha login hona hoga uske bad apko domain name search karna hoga domain name silect karna hoga jis domain ko blogger se link karna chahte hai blogger me setup karna chahte hai  thik uske samne apko setting ka option milega to apko uspe click karna hoga purchase domain



how to setup a domain .online for blogger


uspe click karne ke bad apke samne ek aur page khulega to augar aap mobile se ye prakriya kar rahe hai to apko right side me three dote ka option milega to apko uspe click karke desktop site par tik kar dena hai uspe tik karne ke bad apka mobile ka dashbord ka look laptop ke dashbord ki tarah ho jayega to apko usme sab thik se dikhai dega augar aap desktop site  par click nahi karenge to apka jo mobile ka display me kuchh samagh me nahi ayega isiliye apko desktop site pa click kar dena hai uspe click karne ke bad apka deshbord ka look kuchh is tarah se apko dikhai dega  upi pin tez app


how to setup a domain .online for blogger


how to setup  nameserver for domain

to apko manage ka option par click karna hoga uspe click karne ke bad apko niche kafi option milega to apko nameserver ka option par click karn hai uspe click karne ke bad apke samne ek dashbord open hoga to aap niche dekh sakte hai to usme apko 


how to setup a domain .online for blogger

two nameserver apko pehle se dala huwa milega to apko un dono ko hata dena hai aur jo me apko niche de raha hu wo bala nameserver waha dalna hai

nameserver 1 >    ns1.systemons.com

nameserver 2  >   ns2.systemons.com


nameserver 3  >   ns3.systemons.com


nameserver 4


nameserver 5



submit your site website directory

pehle apko bas two nameserver milega to apko use hata ke ye tino  nameserver dalna hai wo sab dalne ke bad apko change nameserver par click kar dena hai to uske bad apka nameserver successfuly sew ho jayega uske bad apko dusra step pura karna hai uske bad apko dns settings ko setup karna hai to uske liye jaha aap pehle  manage par click kiye the apko phir se wahi jana hai aur wahi apko dns management ka option milega to apko uspe click karna hai uspe click karne ke bad apke samne ek page khulega to ab apko dns records dalna hai


setup dns record types


 to wo dalne ke liye apko apne blog ke dashbord me jana hoga usme jane ke bad apko right site me apko kafi sara option milega to apko thora niche setting ka option milega apko uspe click karna hai uspe click karne ke bad apko blog address ke samne  jaha likha hai +set up third party URL for your blog     to apko uspe click karna hoga uspe click karne ke bad apke samne kuchh is tarah ka dashbord apko dikhai dega
                   how to setup a domain .online for blogger

to apko waha ek box milega jaha apko apna domain name dalna hoga yaha me apko ek bat aur bata du ki jab aap apna domain name waha dalenge usse pehle apko www. jarur dal dena aur uske bad aap apna domain name dale domain name dalne ke bad apke samne ek error ayega usme apko niche (1) me apko niche likha hoga

 www    aur uske samne apko ek aur chiz dikhega  to apko vo bhi copy karna hai 

how to setup a domain .online for blogger


  copy karne ke bad apko phir apna domain wala site par jana hai jaha apko dns settings karna hai uper dekh sakte hai  waha apko host name ke niche box me apko www dalna hai uske bad samne apko record type ka option milega to apko uspe click karna hai usme se apko cname silect karna hai aur uske bad  address me jo aap blog se www ke samne se jo copy kiye the wo pest kar dena hai aur uske bad save changes par click kar dena hai uske bad phir apko apna blog me jana hai aur wwwke niche jo code hoga use copy karna hai aur phir host name ke niche dal dena hai aur phir se apko cename silect karna hai aur phir se apko jo code copy kiye hai thik uske samne apko ek aur lamba code dikhai dega to apko use bhi copy kar lena hia aur phir se apko apna domain wale site par jana hai aur address ke niche use pest kar dena hai

uske bad apko phir se apne blog par jana hai waha jane ke bad  settings instructions par click karna hai uske bad apke samne ek aur page khulega to apko thora niche ana hai phir apko 4 code dikhai dega

                              216.239.32.21

                              216.239.34.21                           

                              216.239.36.21

                              216.239.38.21

esa kuchh code milega to apko sabse uper bala ko copy karna hai uske bad apko phir se apna domain wala site par jana hai waha jake apko host name me aap apna domain name dale aur record type me wahi rehne de koi change nahi karna hai aut address me us code ko pest kar de uske bad save changes par click kar de phir uske bad apko 1 ya 2 ghante ke bad apko phir se apna blog par jake save par click karna hai uske bad apka .online ka domain setup ho chuka hoga 

to aap isi tarah se .online ka domain ko blogger me setup kar sakte hai  



0 Comments