
hello dosto aaj ham bat karne bale hai ki aap godaddy se domain name kese purchase kar sakte hai how to buy godaddy domain name kiyoki dosto domain name purchase karne ke liye godaddy site bhi ek best site hai , create blog augar apko pata nahi hai ki domain name kiya hote hai to sabse pehle ham bat karte hai usi ke bare mai
domain name kiya hai
to ham pehleham ye jan lete hai ki domain name kiya hote hai augar domain name ki bat kare domain name kiya hote hai , augar apka koi blog hai ya koi website hai ya aap koi naya blog banane ke liye soch rahe hai to apko domain name kharidna hi parega kiyoki uske bina apka blog kisi aur name se bhi jana jayega jese aap blogger par ek naya blog banaya aur aap apne blog ka koi name rakha to aap ye dhiyan se dekhiyega ki apka blog name ke alawa ek aur name usme jura hoga jese example apka blog ka name hai youtube business
www.example.com lekin jab tak aap ek naya domain name nahi kharidoge tab tak uske sath ek aur name jura hoga www.example.blogspot.com isme blogspot juda hoga to dosto isi blogspot ko hatane ke liye hamko ek domain name kharidna parta hai taki hamare name me koi aur site ka name nahi jura rahe kiyoki usse google rank me bahut hi kam lete hai esiliye hame domain name lena bahu hi jaruri hota hai
quality domain name kya hota hai
dekhiye quality domain kafi sara hai jese .com .in .org .net en me se aap koi sa bhi domain le sakte hai ye sara hi top lebale la domain hai , to aap apne baghat ke hisab le sakte hai ye sara top lebale ka domain name ka amount 500 to 800 godaddy domain price ke bich me apko mil jayega to aap apne hisab se le sakte hai google adsense
domain name kis site se kharide
domain name aap kafi sara site se kharid sakte hai uske liye apko internet par bahut site mil jayega jaha se aap domain name purchase kar sakte hai lekin mai apko godaddy se domain name kese purchase karte hai es ke bare me bataunga ek bat mai apko bata du ki domain name buy karne ka tarika sabhi site me sem hi hota hai to chaliye ham jan lete hai ki aap godaddy se domain name kese buy karte hai
how to buy domain name godaddy
buy domain uske liye apko sabse pehale godaddy ke site par jana hoga to aap niche link se bhi ja sakte hai www.godaddy.com uspe jane ke bad aap godaddy ke da shabord par pahuch jayenge waha par jane ke bad
godaddy domain create
godaddy domain create apko jo domain name chahiye wo name sharch kar lijiye yaha me apko ek bat bata du ki apko jo domain name chahiye wo hamesha available ho wo sambhaw nahi hai kiyoki duniya me kitna sara blogger hai aur roj na jane kitna blog website banta hai aur usi me kitna domain ragister hota hai to jo domain apko chahiye aap blog ya website banane se pehle domain sharch kar ke dekh le aur jald hi kharid le taki apko bad me koi problem na ho
domain sharch karne ke bad apko jo domain name chahiye wo select kare select karne ke bad apko uper me continue to card
domain sharch karne ke bad apko jo domain name chahiye wo select kare select karne ke bad apko uper me continue to card
ka optian milega to apko uspe click karna hai uske bad apke samne ek aur page khulega to apko usme kuchh nahi karna bas niche jake continue with these options ka option milega to apko simly uspe click karna hai
uske bad ek aur page khulega sitemap
wha pe jane ke bad aap apne hisab se apko kitna din ke liye chahiye wi select kar lijiye uske bad apko sign in hona hai apke pas godaddy ka account haoi to nahi to apko create account par click karke ek naya account banana hoga uske bad apko payment karna hoga
how to payment in godaddy
apko payment ke liye kafi sara option mil jayega jese credit card / debit card / net banking / upi / to apko jis se payment karna hai usi hisab se select kar ke payment kar sakte hai
to dhanybad dosto kesa laga apko ye post hame comment karke jarur bataye aur apke man me koi sawal ho tab bhi hame comment kare
0 Comments