Hello dosto aaj ke es post me ham bat karne bale hai adsense me aye huye ads txt issu ke bare me how to google adsense issue in ads txt dosto ye kiya hai apko usme kuchh es trah se issue dekhne ko milega { earnings at risk one or more of your ads txt files doesent contain your adsense publisher id fix this now to avoid severe impect to your revenue }
how to google adsense issue in ads txt
iska matlab kiya hai isme btaya ja raha hai , publisher id missing from ads.txt files blogger
Isme ye btaya ja raha hai ki apka google adsense ka ads koi dusra contain me lga huwa hai lekin apne easa kuchh nahi kiya hai to apko chinta karne ki koi bat nahi | lekin apne easa kiya hai apna google adsense ka ads koi aur blog me koi aur post me lagaye huye hai jo us google adsense account se add nahi hai to apko pehle usmese usko remove karna hoga phir uske bad hi aap aage ka step pura kar sakte hai | lekin apne aesa kuch bhi nahi kiye hai phir bhi ye issue apko mila hai augar aap ye sochte hai to apko ye sochne ki koi jruri nahi hai
kyonki ye google adsense ka issue lagbhag sabhi jo google adsense ka istemal karta hai aur sabhi ko milega jo ki usko solve karna hoga ham sabhi ko aur ye usme likha bhi hai jaha aapke google adsense ke account me wo issue hoga { earnings at risk one or more of your ads txt files doesent contain your adsense publisher id fix this now to avoid severe impect to your revenue usi ke niche aapko learn more ka option dikhai dega
aap uspe click karke padh sakte hai me aapko solve karne ka 2 trika btaunga lekin pehla trike me hi jyada ummed hai ki thik solve ho jayega aur agar usme nahi huwa to apko dusra trika istemal karna ha | agar aap ye sochte hai ki aap sidhe dusra trika istemal kar lenge to aap apne dimag se ye nikal dijiye kyonki augar aapko apne google adsense account se ye issue htana hai to apko pehle 1 step pura karna hoga agar usse aapka google adsense ka issue solve nahi huwa tab aapko 2 step karna hai kyonki aapko pehla step ko to fowllo karna hi hoga tab jake dusra step me jana ha | to pehle ham {step 1 } uske liye aapko apne google adsense account me jana hoga waha aapko learn more par click karna hai click karne ke bad usme aapko ek code milega us code ko copy karna hai niche image me dekhiye
copy karne ke bad aapko apne blog ke dashboard me jana ha uske bad setting me jana hai setting me jane ke bad apko waha seatch preferences option ko click karna hai uspe click karne ke bad aapko waha samne me monetization
ke niche custom ads txt option apne disabled rahega to aapko usko edit ke option par click karna ha uske bad jo code apne copy kiye the usko waha peste karna hai peset karne ke bad seve changes par click kar dena hai phir aapko 24 hour wet karna ha uske bad aapka issue solve ho jayega 24 hour 30 hour wet karne ke bad bhi agar aapka issu solve nahi hota hai to aapko dusra step follow karna hai dusra step simply ha uske liye aapko apne google adsense account me jana hai usme jane ke bad aapko home ke left side me three line dikhai dega aapko uspe click karna hai usme sabse niche apko send feedback ka option milega aapko uspe click karna hai phir aapko usme kuchh likhna hai jab mere me ye issue aya to pehla step follow karne ke bad bhi issue solve nahi huwa tab mene dusra step follow kiya tha mene feedback me kuch likha tha jese |
hello adsense all teem mene aapka sabhi step pura kar diya uske bad bhi mera google adsense account ka issue solve nahi huwa aapko kuchh isi tarah se maska marna hai aur uske bad apka adsense account jis gmail se bana hai wo gmail yaha dale phir send kar de aapka issue 12 ya 24 hour me solve ho jayega
hello adsense all teem mene aapka sabhi step pura kar diya uske bad bhi mera google adsense account ka issue solve nahi huwa aapko kuchh isi tarah se maska marna hai aur uske bad apka adsense account jis gmail se bana hai wo gmail yaha dale phir send kar de aapka issue 12 ya 24 hour me solve ho jayega
thanks dosto ye post padhne ke bad aapke man me kuchh swal ho to hame comment me jrur btaye aur aapko ye pot kesa laga hame wo bhi btaye dhanybad
0 Comments