create sitemap in blog

                       
create sitemap in blog


    xml sitemap generator create sitemap in blog sidemap kiya hai aur ham ese kiyo generate kare | dosto agar apka koi blog hai website hai ya phir aap ek nya blog create karna chahte hai to apko sitemap generate karna bahut jruri hai | kiyoki  apka jo blog hai jo apne bnaye hai usko rank to aap karana jrur chahenge  kiyoki jo blog ya website jo apne banaya hai to agar aap itna mehnat karenge to usse kuchh pesa kamane ke liye hi itna mehnat  karte hai |youtube business 2018 
aur pesa tabhi ayega jab apke blog ya website par taffic ayega aur traffic tabhi ayega jab apka site rank karega aur dosto site ko rank karane ke liye apko apne website ya blog ko jayada se jayada sharch ingan par submit karna hoga aur apne blog ya website ke sath apko sitemap bhi submit karna hoga tabhi apke site par traffic ayega aaj ham es post me sitemap generate kese karte hai ye janenge create sitemap in blog




                                               create sitemap


 sitemap create karne ke liye apko ek website par jana hoga aap is link per click karke bhi waha ja sakte hai   {www.xml-sitemaps.com } uska look kuchh es tarah dikhai dega niche dekhe

Apko waha apne blog ka link dalna hai jis site ka apko sitemap banana ha apna blog ka link dalne ke bad apko niche start per click karna hoga phir apka sitemap banna start ho jayega 10  se 15 ke second ke bad  apka sitemap ban ke redday ho jayega uske bad aap har sharch engan par submit kare jaha jaha aap apna blog submit kiye huye hai 

i hope ki ye artical apko pasand aya hoga augar apke man me es post se riletiv koi swal hai to aap hame comment me likhe me apko riplay dene ki puri kosis karunga thanks all the best

0 Comments